Lata Mangeshkar & Mohammad Rafi Duets - Shankar Jaikishan Music

Link Back To Madhu's Home Page

Link Back To Lata Mangeshkar Songs

Link Back To Mohammad Rafi Songs

Aayi Milan Ki Bela (1964) starring Rajendra Kumar, Saira Bano & Dharmendra
Producer: Filmyug Pvt. Ltd.
Director: Mohan Kumar
Lyrics: Shailendra & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

o sanam tere ho gaye hum pyar mei

o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum, zindagii ko ai hamdam aa gayaa muskuraanaa. o sanam tere ho gaye hum pyaar mein tere kho gaye hum, mil gayaa mujhko ai sanam zindagii kaa bahaanaa.

Asli Naqli (1962) starring Dev Anand & Sadhana
Producer: LB Films
Director: Hrishikesh Mukherjee
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar-Jaikishan

tujhe jeevan ki dor se baandh liyaa

tujhe jiivan kii Dor se baaNdh liyaa hai, baaNdh liyaa hai, tere zulm-o-sitam sar aaNkhon par. maine badle mein pyaar ke pyaar diyaa hai, pyaar diyaa hai terii khushiyaaN aur gam sar aaNkhon par.

Chori Chori (1956) Raj Kapoor, Nargis, Pran & Johny Walker.
Producer: AVM
Director: Anant Thakur
Lyrics: Shailendra & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

This particular song was not filmed on Raj Kapoor & Nargis. In fact it is sung by an unknown couple who are praying so they can win the reward of sawa lakh (Rs 125,000) offered for information on where Nargis can be found.

sawa lakh ki lottery bhejo apne bhi

lyrics for tum arbon kaa her pher karne vaale raam jii, savaa laakh kii lottery bhejo apne bhii naam jii.

College Girl starring Shammi Kapoor & Vyjantimala
Lyrics: Rajinder Krishan
Music: Shankar Jaikishan

There was a 1978 movie with same title but music was given by Bappi Lahiri for that one.

still need mp3 for the following songs from College Girl:
chali ho kahaan dekho idhar
hum aur tum aur ye samaa lovely lovely lovely
pehla pehla pyar ka ishara
ye kaali ka zamana

Dharti (1970) starring Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Kumkum, Ajit, Balraj Sahni & Kamini Kaushal.
Producer & Director: Sridhar
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: Shankar Jaikishan

still need mp3 for - ye albeli pyar ki raahen

Dil Tera Diwana (1962) starring Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood, Pran & Shobha Khote.
Director: Panthulu B R
Producer: Padmini Pictures
Lyrics: Hasrat Jaipuri & Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

dil tera diwana hai sanam jaante ho

lyrics for bijlii giraa ke aap Kud bijlii se Dar gaye. hum saadGii pe aapkii lillaah mar gaye. dil teraa diivaanaa hai sanam. jaante ho tum kuchh naa kahenge hum. mohabbat kii qasam. mohabbat ki qasam.

jaanewafa jaanejahaan jaane tamanna

mujhe kitnaa pyar hai tumse apne hi

lyrics for mujhe kitnaa pyaar hai tum se apne hii dil se puuchho tum. jise dil diyaa hai vo tum ho merii zindagii tumhaarii.

Ek Dil Sau Afsane (1963) starring Raj Kapoor, Waheeda Rehman, Sadhana Choudhary, Lalita Pawar & Sulochana.
Producer: Talwar Films
Director: R. C. Talwar
Lyrics: Shailendra (for this song) & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

tum hi tum ho mere jeevan mei phool

Lyrics for tum hii tum ho mere jiivan mein, phuul hii phuul hain jaise chaman mein. ek ho mere tum is jahaaN mein, ek hai chandaa jaise gagan mein.

Gaban (1966) starring Sunil Dutt, Sadhana, Agha, Anwar, Kanhaiya Lal, Leela Mishra, Minu Mumtaz & Zeb Rahman.
Producer: HI Productions
Director: Krishan Chopra
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

Based on the novel "Gaban" written by Munshi Prem Chand.

tum bin sajan barse nayan dil milne

lyrics for tum bin sajan barse nayan jab-jab baadal barse. majbuur hum majbuur tum dil milne ko tarse.

Halaku (1956) starring Ajit, Meena, Niranjan Sharma, Pran & Sunder.
Producer: All India Pictures
Director: D. D. Kashyap
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

aajaa ke intazaar mei jaane ko hai

lyrics for aa jaa ke intazaar mein, jaane ko hai bahaar bhii. tere bagair zindagii dard ban ke rah gayi.

dil ka na karnaa aitbaar koi bhuule

lyrics for dil kaa naa karnaa aitabaar koii. ho bhuule se bhii na karnaa pyaar koii.

Hamrahi (1963) starring Rajendra Kumar, Jamuna, Mehmood, Shobha Khote, Shashikala, Rajendranath & Nazeer Hussain.
Producer: Prasad Productions
Director: T Prakash Rao
Lyrics: Shailendra & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

kar ke jiska intazar was filmed on Rajendra Kumar & Jamuna.

kar ke jiskaa intazaar meraa dil gayaa haar, vahii sapnon kii shaam dekho laayii meraa pyaar. mujhse ruuThii thiin bekaar tum merii jaan-e-bahaar, puuchho apne hii dil se kyaa jhuuThaa thaa meraa pyaar.

vo din yaad karo was filmed on Mehmood & Shobha Khote.

lyrics for vo din yaad karo, vo chhup-chhup ke milnaa vo haNsnaa-haNsaanaa vo din yaad karo. vo din yaad karo, vo phuulon kii chhainyaa vo mausam suhaanaa vo din yaad karo.

still need mp3 for following songs:
kar ke jiska intazar mera dil gaya haar wahi sapnon ki shaam dekho laayi mera pyar.
vo din yaad karo vo chhup-chhup ke milna vo hansna hansaanaa

Jaane Anjaane (1971) starring Shammi Kapoor, Leena Chandawarkar, Vinod Khanna & Helen
Producer & Director: Shakti Samanta
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

still need mp3 for - teri neeli neeli

Jab Pyar Kisi Se Hota Hai (1961) starring Dev Anand, Asha Parekh, Pran, Raj Mehra, Rajendranath, Sulochana & Wasti.
Producer & Director: Nasir Hussain
Lyrics: Shailendra & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar-Jaikishan

sau saal pahle mujhe tumse pyar tha

lyrics for sau saal pahle mujhe tum se pyaar thaa, aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa. sadiyon se tujh se milne jiyaa beqaraar thaa, aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa.

lyrics in Hindi for sau saal pahle mujhe tum se pyaar thaa, aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa. sadiyon se tujh se milne jiyaa beqaraar thaa, aaj bhii hai aur kal bhii rahegaa.

ye aankhen uff yun ma ye surat uff

lyrics for ye aaNkhen, uff yummaa! ye suurat, uff yummaa! pyaar kyuuN naa hogaa, ye adaayen, uff yummaa! ye mausam, uff yummaa! ye dhaDkan, uff yummaa! kaise dil ko rokuuN, koi thaame, uff yummaa!

lyrics in Hindi for ye aaNkhen, uff yummaa! ye suurat, uff yummaa! pyaar kyuuN naa hogaa, ye adaayen, uff yummaa! ye mausam, uff yummaa! ye dhaDkan, uff yummaa! kaise dil ko rokuuN, koi thaame, uff yummaa!

Jhuk Gaya Aasmaan (1968) starring Rajendra Kumar, Saira Bano, Prem Chopra, Rajendranath, Randhir, David & Durga Khote.
Producer: R. D. Production
Director: Lekh Tandon
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

meri ankhon ki nindiya chura legaya

Junglee (1961) starring Shammi Kapoor & introducing Saira Bano. Co-starring Helen, Shashikala, Anoop Kumar & Lalita Pawar.
Producer & Director: Subodh Mukherjee
Lyrics: Shailendra & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

din sara guzara tore angna ab jaane

lyrics for din saaraa guzaaraa tore aNgnaa, ab jaane de mujhe more sajnaa, mere yaar shabba Khair, o mere yaar shabba Khair. aasaan hai jaanaa mehfil se, o kaise jaaoge nikal kar dil se, mere yaar shabba-Khair.

lyrics in Hindi for din saaraa guzaaraa tore aNgnaa, ab jaane de mujhe more sajnaa, mere yaar shabba Khair, o mere yaar shabba Khair. aasaan hai jaanaa mehfil se, o kaise jaaoge nikal kar dil se, mere yaar shabba-Khair.

Love Marriage (1959) starring Dev Anand, Mala Sinha, Helen, Abhi Bhattacharya & Neeta.
Producer: Subodh Mukhrjee Production
Director: Subodh Mukhrjee
Lyrics: Hasrat Jaipuri (for this song) & Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

dheere dheere chal chaand gagan mei

lyrics for dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein, are dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein. kahiin Dhal naa jaaye raat, TuuT naa jaaye sapne, dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein.

lyrics in Hindi for dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein, are dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein. kahiin Dhal naa jaaye raat, TuuT naa jaaye sapne, dhiire dhiire chal chaaNd gagan mein.

Mere Huzoor (1968) starring Jeetendra, Mala Sinha, Raj Kumar, Manorama & Zeb Rahman.
Producer: Movie Mughals
Director: Vinod Kumar
Lyrics: Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

kya kya na sahe hum ne sitam aap ki

lyrics for teraa cheharaa kaNval samajhtaa huuN, chaaNdanii kaa badal samajhtaa huuN, terii aaNkhen nahiin do misren hain, terii aaNkhen Gazal samajhtaa huuN. teraa chehraa subah kaa suuraj hai, tujhse milne kii aas rahtii hai, tere jalve kahiin bhii roshan ho, roshnii dil ke paas rahtii hai..........kyaa kyaa na sahe ham ne sitam aap kii khaatir, ye jaan bhii jaayegii sanam aap kii khaatir.

lyrics in Hindi for kyaa kyaa na sahe humne sitam aap kii Khaatir.

Prince (1969) starring Shammi Kapoor, Vyjantimala, Helen, Ajit & Ulhas.
Producer: Eagle Films
Director: Lekh Tandon
Lyrics: Farooq Kaiser (for this song) & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

bach ke jaane na doongi dildaar

lyrics for bach ke jaane na duuNgii dildaar terii merii laagii sarat. khaalii jaayeNge nainon ke baan terii merii laagii sarat.

lyrics in Hindi for bach ke jaane na duuNgii dildaar terii merii laagii sarat. khaalii jaayeNge nainon ke baan terii merii laagii sarat.

Professor (1962) starring Shammi Kapoor, Kalpana, Iftekhar, Lalita Pawar & Tun Tun.
Producer: Eagle Films
Director: Lekh Tandon
Lyricist: Hasrat Jaipuri (for these songs) & Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

aawaaz de ke hamein tum bulaao

lyrics for aavaaz deke hamen tum bulaao, mohabbat mein itnaa naa hum ko sataao.

lyrics in Hindi for aavaaz deke hamen tum bulaao, mohabbat mein itnaa naa hum ko sataao.

mai chali mai chali peechhe jahaan

lyrics for mai chalii mai chalii piichhe-piichhe jahaaN, ye na puuchho kidhar ye na puuchho kahaaN. sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaaN, lo shuruu ho gayii pyaar kii daastaaN.

lyrics in Hindi for mai chalii mai chalii piichhe-piichhe jahaaN, ye na puuchho kidhar ye na puuchho kahaaN. sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaaN, lo shuruu ho gayii pyaar kii daastaaN.

Sasural (1961) starring Rajendra Kumar, B. Saroja Devi, Mehmood, Lalita Pawar & Ratnamala.
Producer: Prasad Productions
Director: T. Prakash Rao
Lyrics: Shailendra (for this song) & Hasrat Jaipuri
Music Director: Shankar Jaikishan

ek savaal mai karun ek savaal tum

still need mp3. song is incomplete.

lyrics for ek savaal mai karuuN ek savaal tum karo, har savaal kaa savaal hii javaab ho.

Shikast (1953) starring Dilip Kumar, Nalini Jayvant & Om Prakash.
Director: Ramesh Saigal
Lyrics: Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

nayi zindagi se pyar kar ke dekh 1

nayi zindagi se pyar kar ke dekh 2

lyrics for nayii zindagii se pyaar kar ke dekh. is ke ruup kaa singaar kar ke dekh. is pe jo bhii hai nisaar kar ke dekh. nayii zindagii se pyaar kar ke dekh.

Singapore (1960) starring Shammi Kapoor, Padmini, Shashikala, Agha & Madan Puri.
Lyrics: Hasrat Jaipuri & Shailendra
Music Director: Shankar Jaikishan

lyrics for tum laakh chhupaanaa chaahoge par pyaar chhupaa naa paaoge, kachche dhaage se baNdhe sarkaar chale aaoge. tum laakh jataanaa chaahoge par pyaar jataa naa paaoge, dil ko thaame haathon se Khaamosh chale aaoge

lyrics in Hindi for tum laakh chhupaanaa chaahoge par pyaar chhupaa naa paaoge, kachche dhaage se baNdhe sarkaar chale aaoge. tum laakh jataanaa chaahoge par pyaar jataa naa paaoge, dil ko thaame haathon se Khaamosh chale aaoge.

still need mp3 for the following songs:
hat jao diwane aaye
rassa sayung re
tum lakh chhupana chahoge

Tum Se Achha Kaun Hai (1969) starring Shammi Kapoor, Babita & Mehmood.
Producer & Director: Pramod Chakravarty
Lyrics: Hasrat Jaipuri (for this song also) & Rajinder Krishan
Music Director: Shankar Jaikishan

Babita went on to marry Shammi Kapoor's nephew Randhir Kapoor and they are the proud parents of popular film actresses Karisma & Kareena Kapoor.

rangat teri surat si kisi mei nahin

lyrics for rangat terii suurat sii kisii mein nahiin nahiin. Khushbuu tere badan sii kisii mein nahiin nahiin.

If you can provide the missing songs or know of others that fit this category, then please send to me at Madhu_90210@yahoo.com
Thanks in advance.